

Manzil bhi nahin, thikaana bhi nahin
Waapas mujhe ghar jaana bhi nahin
Maine hi sikhaya tha unhein teer chalaana
Ab mere siwa unka koi nishana bhi nahin....!!!
Waapas mujhe ghar jaana bhi nahin
Maine hi sikhaya tha unhein teer chalaana
Ab mere siwa unka koi nishana bhi nahin....!!!

Umar bhar chaha ke zamin-o-aasman hamara hota
Kash ke khuwaishon ka bhi koi kinara hota
Yeh soch kar us musafir ko roka hi nahin
Door jata hi kyun agar woh hamara hota
Kash ke khuwaishon ka bhi koi kinara hota
Yeh soch kar us musafir ko roka hi nahin
Door jata hi kyun agar woh hamara hota

Wada karke bhool jaate hain log aksar..
Ab humein waadon ka aitbaar hi nahin hota..
Kissi ke pyar ne tadpaya hain itna..
Ke ab ashiqe ko kissi aur se pyar hi nahin hota..

Join my Group
http://groups.yahoo.com/group/
& Blog
http://yourashiqeshayar.

9911448870
Tu palat kar dekh jata to zindagi intezar mai guzaar dete.
No comments:
Post a Comment